Filmmaker Anurag Kashyap recently spoke about the three Khans (Shah Rukh Khan, Salman Khan and Aamir Khan) of Bollywood. In a chat with Komal Nahta, he shared who he thinks is the most popular. Read on to know what he said!
Anurag Kashyap On Shah Rukh Khan, Salman Khan And Aamir Khan
The director said, “Lokpriya toh Shah Rukh hi he, Salman he phir Aamir he. Sabse mehnati aur shrewd Aamir he. He is a producer” (Shah Rukh is the most popular, followed by Salman and then Aamir. But when it comes to hard work and business sense, Aamir leads)
Although Anurag hasn’t worked closely with the Khans, he appeared in a cameo with Shah Rukh in Zoya Akhtar’s Luck by Chance. His brother (Abhinav Kashyap) directed Salman in Dabangg, but they haven’t collaborated since their fallout.
Director On Swearing in Films
Apart from his discussion on 3 Khans, Anurag also talked about his film Gangs of Wasseypur and its bold use of language. When asked if the film invented abuses in Bollywood. He said, “Nahi, aapne screen pe invent ki hai. Screen pe dali… nahi, screen pe toh Sapne Mein dali thi pehli baar. Uske pehle Bandit Queen mein thi. Pehli film. Lekin gaali-galoch khol ke aayi thi woh Bandit Queen. Lekin woh fashion hua after Gangs Of Wasseypur.”
He explained that the swearing in his film was realistic and had a purpose. “Because usmein gaali-galoch khaamakha nahi thi. Woh bahut realistic thi. But Satya mein bhi realistic thi. And Bandit Queen mein bhi realistic thi.Uska ek sur tha. Gaali gaali ki tarah nahi hoti hai. Usmein gaali humorous tareeke se school mein thi. Kyuki, you know, the thing is hamare North India mein gaali jo hai na, attack karne ke liye nahi hoti. Pyar se bhi gaali di jaati hai. Woh pyar se… ek dost hota hai na. Woh jo sequence hai Manoj Bajpayee ka. Jo jaata hai “kya re pehelwan hota hai chal”… toh woh pyar se hata raha hai aise. Dhutkaar raha hai. Woh gaali nahi de raha hai.”
Anurag also noted the censor board was more liberal back then. He said, “The censor board chief also said ki iss film ko intact rehne do, kyunki ismein koi cheez zabardasti nahi hai.” But with OTT platforms now, some of that realism has been lost when swearing is overused.
On the work front, Anurag recently directed Nishaanchi and is reportedly working on its second part.
